Apex Legends Lag Fix: Dosto apext legends aaj ke samye me bahut popular online game hai. Abhi filhal me apex legend mobile device ke liye bhi launch kiya jo kafi log ne is game ko pasand kiya hai. Lekin abhi filhal is game me aapko lag issue milega to isiliye me aapko btaunga ki apex legend me lag fix kaise kare puri jankari.
Jab hamlog apex legend ko 4GB ram phone me khela to hamara game thoda lag kar raha tha. Lekin jab maine kuchh tips ko follow kiya to mera apex legends game puri trah se lag fix ho geya tha isiliye me aapko kuchh tips btaunga use aapko follow karna hai iske baad aapka lag issue khatam ho jayega.
Dosto jab bhi koi game launch hoti hai to shuruwat me lag hota hai lekin dhire dhire hamara lag bilkul fix ho jayega jo me aapko tarika btaunga. Kyunki abhi apex legends achhe tarika se customize hua nahi hai. Isiliye aapko abhi dikat hota hai lekin aap bilkul bhi ghabraye nahi bas niche ka step follow kare.
Apex Legends Game Hai Kya
Dosto ye game ek online hai jisme sabhi log real players hote hai. iske andar boat players bhi hote hai agar koi online nahi aa ska to uske jagah pe boat players bhi aa jate hai. Or ye ek multiplayers game iske andar ek MAP hota hai usi ke andar aapko survive karna hota hai.
Fir dhire dhire iske andar zone bante jaati hai to aapko hamesha zone ke andar rahna hai agar aap zone ke bahar rahte hai to aapka health demage hoga isiliye aapko zone ke andar survive karna hota hai.
Dosto ye game me 50 players hote hai or aapko aakhiri tak survive karna hota hai jo last me bachta hai wahi match ko jit ta hai. To ye tha apex legends game ki kahani ab baat karte hai ki hamara game lag kyun karta hai to aaye jante hai.
Game Lag Kyun Karta Hai
Dosto ab bat baat karte hai ki apex legends game lag kyun karta hai to me aapko btana chahta hun ki ye game abhi new mobile device me launch hui hai jiske karn puri trah se customize nahi hua hai isiliye aapka lag karta hai. Lekin ab esha nahi hai ki yahi karn hai. Dosto ye karn tab hoti hai jab aapke traf se koi dikat na ho to aaye jante hai.
- Agar aapka Internal storage khali nahi hai to aapka game lag karega.
- Agar aapka Internet speed fast nahi hai
- Minimum 4GB RAM hona chahiye
- Mobile Achha nahi hone ke karn
- 6 Tips To Become a Pro Player
Apex Legends Me Lag Fix Kaise Kare Puri Jankari
Ab baat karte hai ki hamlog apex legends ka lag fix kaise kare to me aapko btana chahta hun ki isme aap bahut araam se apna lag fix kar sakte ho jo me aapko niche tarika btaunga bas aapko use achhe se follow karna hai iske baad aapko kisi bhi trah ka koi dikat nahi hoga. Kyunki ye tarika bahut powerfull hai online gaming ke liye to aaye jante hai.
#1. Ek Achha Phone Rakhe
Dosto sabse pahle aapko is trah game khelne ke liye aapko achha phone rakhna padega kyunki aap jante hai ki jitne bhi online game hote hai sare me achhe resource chahiye hote hai tabhi aapka game achhe se support karti hai or aap achhe se khel pate ho to aap ek achha phone Buy kare.
#2. Internet Speed Fast Rakhe
Dosto jab aap apex legends jaise online game khelte ho to aapka internet speed fast hona chahiye agar aapka net slow raha to aapka PING High rahega jis karn se aapka apex legends game lag karega isiliye aapko ye sab baton ka khas dheyan rakhna hai.
#3. Background Apps Ko Close Kare
Jab aap apne mobile me koi application ko chalate ho to aap us application ko bina band kiye aap game ko khelna shuru kar dete ho lekin aapko pta nahi hota hai ki aapka wo application background me chalta hai jiske karna aapka phone ka resource wo consume kar leta hai iske liye aapka game lag karta hai isiliye aap background application ko close karke rakhe.
#4. Internal Storage Khali Rakhe
Ab sabse important baat yah hai ki aapko hamesha internal storage ko khali rakhna hai kyunki aapko malum hoga jitne bhi online game hote hai uska file internal storage me rahta hai isiliye aap kosis kare ki internal storage aapka jayeda khali rahe. Isse aapka lag issue sahi ho jata hai.
#5. Unwanted Apps Ko Uninstall Kare
Jitne bhi aapke phone me Unwanted Apps hai use aap ko uninstall kar de kyunki jayeda application ko rakhne se aapka RAM par effect padta hai. Isiliye aap jitna km apps ka istemal karenge aapka game utna jayeda smoothly chalega isiliye Unwanted Apps ko uninstall kare. Pubg Mobile Lite Me Room Card Kaise Bnaye
Conclusion
Dosto aakhiri sabdo me bas itna aapse kahna chahunga ki jo bhi problem hota hai jayeda tar wo aapke internet or mobile se hi aapka game lag karta hai. Lekin aap bilkul bhi tention na le. Agar aapka mobile achha hai to kyunki ye lag issue kabhi kabhi game ke andar hi hota hai.
Kher, mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga agar aapko achha lga ho to apne dosto ke sath jarur share kare taaki sabko help mil sake.