Call of Duty Mobile CP Purchase: Dosto agar aap COD Mobile khelte ho to aapko iske andar CP ka coins milta hai. Lekin kya aap jante ho ki CP hamlog call of duty mobile me kaise kharide to me aapko btaunga ki How to buy CP in COD Mobile in Hindi bas aap ye article pura dheyan se padhna taki aapko achhe se samjh me aye.
Aaj ke samye me sabse jayeda popular game free fire hai. Iske bad PUBG MOBILE hai. Iske bad COD Mobile hai. Jise hamlog call of duty mobile kahte hai. Dosto iske andar aapko bahut sara chije milta hai. Jaise ki aap iske andar free me room create kar sakte ho kisi bhi trah ka koi CP Nahi lagta hai.
Dosto aap samjh sakte ho ki cod mobile kitna popular hai agar aap iski rating dekhoge to 4.3 ki milegi or kafi millions me iski downloading hai. jo aap dekh sakte hai. Or iske andar bahut sara event aate hai jo free bhi hoti hai or kuchh me aapko CP se buy karna hota hai. To isi ke baare me aapko puri jankari dunga taki aapko lene ke samye me koi dikat na ho.
Call of Duty Me CP Kya Hota Hai
Dosto aapke man me ek question jarur aya hoga ki COD MOBILE me CP hota kya hai to me aapko btana chahta hun ki COD MOBILE ka ye ek coin hai jiske help se hamlog premium chijon ko buy kar sakte hai. Yaani kabhi kabhi koi event ati hai to hame CP ki jarurat padti hai or isi ke help se hamlog koi GUN SKINs ya Fir Outfit buy kar pate hai.
Dosto iske andar aapko har baar ek battle pass dekhne ko milta hai. Yani ki month me ek bar battle pass ata hai jise hamlog kharidna chahte hai. Dosto agar aap battle pass ke bare me nahi jante hai to jaise aap free fire Elite Pass Buy karte hai usi trah se isme battle pass hota hai jo month me ek bar ata hai.
Dosto battle pass kharidne ke liye aapke pass CP hona chahiye. Tabhi to aap battle pass kharid sakte ho. Iske liye bahut se log paise game me lagana chahte to ab aye jante hai ki hamlog kaise CP BUY kaise kar sakte hai Call of Duty Mobile ke andar. New Update FAUG Lag Fix
Call of Duty Mobile Me CP Kaise Kharide Puri Jankari
Dosto ab aaye jante hai ki hamlog call of duty mobile me CP kaise Buy kare iske liye aapko niche ka point ko follow karna hoga. Kyunki me aapko niche step by step btaunga taki aapko kisi bhi trah se koi dikat na ho to aap ye article pura dheyan se padhe aapko sab kuchh achhe se samjh me aa jayega.
#1. Click on The ‘Store’ Icon
Dosto sabse pahle aapko apne mobile me COD Mobile game ko open karna hai iske baad aapko niche side me ek store ka Button Milega ya fir ek ICON milega to aapko uspe click karna hai.
#2. Click on The ‘CP’ Tab
Dosto jaise hi aap store ke option pe click kar dete ho iske bad aapke pass ek TAB open ho jayega to upar side me dekhoge to aapko ek CP ka Icon milega to aapko uspe click karna hai.
#3. CP Top-ups Show
Dosto JAISE Hi CP ke icon pe click kar dete ho iske bad aapko CP ke CP top-ups dikhne lagenge.
#4. Select and Pay Your Payment
Dosto jaise hi aapke saamne saare top ups dikhne lagte hai iske bad aapko apne hisab se yani jitna aap buy karna chahte hai CP ko usme select kare iske bad payment ka option aa jayega to aap payment kare. Dosto payment ke option me aapko bahut sara payment ka option milta hai jisse aapko karna hai aap payment kar sakte hai.
Most Read: PUBG MOBILE Me Clan Kaise Banaye
#5. You are Done!
Dosto jaise hi aapka payment successful ho jata hai iske bad aapko CP Mil jata hai to is trah se CP ko purchase kar sakte hai ye tarika aapko bahut asani lagi hogi kyunki maine aapko puri details me btaya hai.
Note: Dosto iske andar aapko Google play ke option bhi milte hai jisse aap ye coin ko Buy kar sakte hai. Tagaming ke andar aapko ye btay geya hai ki COD Mobile Lag Fix Kaise kare.
CP top-ups Price in COD Mobile
Dosto ab aapke man me ek swal aayega ki hamlog kitna rupaye tak CP ko buy kar sakte hai to me aapko btana chahta hun ki aap jayeda buy nahi kar sakte ho iski bhi LIMIT hai jo ki me aapko puri list niche de dunga taaki aap achhe se samjh sako or top up kar sako. to aye jante hai list ke bare me.
- 79 Rupye – 80 CP
- 399 RS – 400 CP + 20 Free
- 799 Rupaye – 800 CP + 80 Free
- 1949 Rs – 2000 CP + 400 Free
- 3200 Rupaye – 4000 CP + 1000 Free
- 7900 Rs – 8000 CP + 2800 Free
Conclusion
Dosto maine aapko sab kuchh achhe se bta diya hai ki kaise hamlog CP ko kharid sakte hai call of duty mobile me maine aapko har ek step btaya hai taki aapko kisi bhi trah ka koi dikat ka saamna na karna pade. Dosto maine aapko ye bhi btaya hai ki kitne rupaye tak CP ko buy kar sakte hai sab kuchh btaya hai.
Mujhe umid hai ki aapko ye article bahut pasand aya hoga agar aapko achha lga ho to apne dosto ke sath Call of Duty Mobile Me CP Kaise Kharide article jarur share kare taki unhe bhi help mil sake.