Free Fire MAX Me Lag Fix Kaise Kare (5 Tips & Trick)

Free Fire MAX Lag Fix: Agar aap free fire ban hone ke bad apne phone me free fire max dowload kiye hai to aapke phone me ye game lag karta hoga. Kyunki aapka phone me RAM kam hai. Isi ke karn aapka game lag karta hai to me aapko btaunga ki Free Fire MAX Me Lag Fix Kaise Kare bas article pura padhna.

Dosto jab se free fire India me BAN hua tab se log pareshan ho chuke hai or last me free fire max ko download karke khelna chah rahe hai lekin sabse pareshani ki bat yah hoti hai ki phone lag karne lagta hai. Jisse wo achhe se khel bhi nahi pate hai. Lekin jab aap ye Tips ko follow karte ho to apka lag fix ho jata hai.

Free Fire MAX Me Lag Fix Kaise Kare

Jab aap apne mobile se free fire ko delete karke free fire max ko download karte ho to aapka game lag karta hai ya fir bahut se eshe log hai. Jo free fire ke rahte huwe par free fire max install kar lete hai. To isse bhi lag hota hai lekin esha bahut se karn hai jisse aapka lag problem hota hai. Niche kuchh point cover ki gai jise aap jarur apply kare.

Free Fire MAX Me Lag Hota Kya Hai

Dosto sabse pahle ye janne ka try karte hai ki hamara phone me free fire max lag kaise hota hai. To dekho jab aap koi match ko khelte ho or aapka PING bahut achha hai lekin aapka game lag karta hai kyunki phone me control nahi ho para hai yani ki aapka game achhe se compatible nahi ho raha hai.

Yaani jab aap kisi enemy ko marte ho to kabhi goli achhe se nahi nikalta hai ya fir aapka character bich me ruk jata hai ya fir aap run karte hai us samye aapka character ruk kar achanak se aage chala jata hai. To jab lag hoti hai aapka game tab ye sab issue aapko dekhne ko milta hoga.

Dosto kabhi kabhi esha hota hai ki jab aap kisi enemy ko marte ho or agar goli head me lag jati hai tab wo bad me hame pta chalta hai ki enemy nock hua hai. Fir aap kisi enemy par goli chalate ho tab aapka goli lagta to hai lekin lag ke karn aap khud mar jate hai yani ki samne wala enemy aapko kill kar deta hai. To istrah se lag karta hai.

Free Fire MAX Me Lag Fix Kaise Kare (5 Tips & Trick)

Dosto dekho agar aapka RAM kam hai or pahle se aapka game lag nahi kar raha tha or jab free fire max install kiye hai tab se aapka game lag kar raha hai tab aapko ye trick 100% kaam karegi vese bhi kam karegi lekin pahle se lag kar rahi thi to thoda bahut hi kam hoga lag karna to aye jante hai iske bare me details se.

Step1. Dosto sabse pahle aapko ye dheyan me rakhna hai ki aapka Mobile kam se km 2GB RAM ka ho warna thoda bahut lag karega hi to aap apna phone 2GB ka rakhe kyunki free fire max ke liye 2GB RAM hona chahiye isse apka game thoda bahut smooth chalta hai.

Step2. Background apps ko aap close karke rakhe. Yani ki jab aap koi apps ko chalate hai to ap use puri trah se close nahi karte hai to aapko background app ko close karke rakhna hai. Kyunki agar aap esha nahi karte hai to aapka processor thoda bahut us application me bhi kam karta hai isiliye aap background app ko close kare.

Step3. Ab aapko unwanted apps ko delete karna hai kai bar aapke phone me bahut sare application hone ke karn aapka space full jata hai. Jisse aapka phone lag hone lagta hai. Isiliye aapko ye sochna padega ki jayeda application ka paryog nahi karna hai. Free Fire में Guild Name कैसे Change करे

Step 4. Dosto aapko apne phone ke game ke andar graphics settings ko optimize karna hai. Bahut bar esha hota hai ki hamlog graphics ko ultra hd me khelne lagte hai. ya fir aap HD me khelte hai to aap kosis kare ki aapka graphics bahut kam ho isse aapka thoda bahut smooth chalta hai.

Step5. Sabse pahle aapko apne internet speed ko check karna hai. or agar jayeda fast nahi hai to aap wifi se khele kyunki kai bar hamara game internet speed kam hone ke karn game lag karta hai. TO aap apna internet speed fast rakhne ka kosis kare.

Use GFX Tool For Lag Fix

Dosto agar upar btaye gaye tips ko follow karte ho to aapka phone lag nahi karega yani ki aapka game lag nahi karega bahut achhe se chalega. Lekin agar aapke phone me RAM jayeda hai or firbhi aapka game lag karta hai to aap GFX tools ka istemal kar sakte ho kyunki ye aapke phone ke performance ko increase karti hai.

To jab aap game ko khel rahe hote hai tab aapko is GFX tool ko on karna hota hai iske bad aapko khelna hota hai aap dekhenge ki aapka game lag karna band kar deta hai to ye bhi bahut achha option ho sakta hai agar aap istemal karna chahte ho to iske liye aapko niche ka step follow karna hai jisse aapko ye malum chalega ki GFX tool ka istemal kaise karte hai.

  • Sabse pahle aapko playstore ko open karna hai.
  • Iske bad aapko GFX Tools likhna hai or search karna hai.
  • Iske bad aapko kisi GFX Tool ko install kar lena hai.
  • Ab aapko GFX tool app ko open karna hai.
  • Iske bad aap game ko khelna shuru kare aapka lag fix milega.
  • BGMI/PUBG MOBILE Me Free Falcon Kaise Le

Conclusion

Ab aapko kisi bhi trah se tention lene ki jarurat nahi hai bas aapko ye tips ko follow karna hai kyunki jab aap is tips ko follow karte ho to aapka free fire max lag fix ho jata hai. Kyunki maine isi trick ka istemal kiya hun or hamara game lag fix mila to dosto bahut koi eshe hi tips ko follow karke game ko khela karte hai.

Agar aap istrah se khelte ho to aapka game me kisi bhi trah ka koi dikat nahi ati hai kyunki jab aap dusra kuchh istemal karte ho to aapka account me problem hoti hai. Kher, Agar aapko ye article achha lga ho to apne dosto ke sath jarur share kare taki sabko help mil sake.

Leave a Comment