New Update FAUG Lag Fix 100% Working Tricks

Fix Lag In FAUG Game: Aaj ke samye me bahut saare game aa chuka hai or sab game me ek lag issue dekhne ko mil hi jata hai. or Lag problem ko lekar koi jayeda dheyan nahi deta hai. isiliye me aapko btaunga ki FAUG Lag Fix Kaise Kare ya fir New Update FAU-G Lag Fix Config File me aapko har tarike se btaunga jisse aapka Lag fix ho jaye.

Dosto faug ek esha game hai jo bache bahut jayeda khelte hai. Lekin ye game utna bhi popular nahi hai firbhi ye game ko khelna pasand karte hai kyunki ye game ek indian hai jiske wajah se log ise bahut jayeda khelna pasand karte hai. Lekin ab esa nahi hai ki free fire se jayeda popular hai. Lekin ye bhi game achha hai.

faug lag fix

Aaj ke samye me faug game me bhi bahut saare update aate jaa raha hai jiske wajah se ye game me bahut jayeda improvement dekhne ko milti hai. Agar me aapko btaun to isme abhi TDM bhi aa geya hai jo kafi achha hai. Lekin isme aapko lag dekhne ko milta hai lekin aap tention na le aapka sara problem solve ho jayega.

FAUG Game Kya Hai

Dosto ab baat karte hai ki faug game hai kya to dekho ye bhi multi players android gaming hai. Isme bhi bahut saare weapon hai or bahut saare fight karne wala chij hai. Isme boat player or real players dono hote hai jo match ke andar aa jate hai. Dosto iske haal hi ke update me TDM mode dekhne ko mila hai.

Uske TDM mode me jayeda kuchh khas nahi hai lekin jitna bhi kuchh hai thik hai. Dosto me aapko btana chahta hun ki ye game jayeda popular nahi hua hai or jayeda customizable bhi nahi hai jiske karn bahut saare glitch wagera dekhne ko milta hai. Isiliye aapka phone lag hota hai.

Kher jo bhi ho jaise jaise isme update aate ja raha hai chijon ko fix hote aa rahe hai lekin jo abhi aapka lag issue dekhne ko mil raha hai wo ye trick ka istemal karne se aapka lag issue khatam ho jana chahiye to aaye jante hai.

Minimum Requirements For This Game

Is game ke liye aapke pass ek achha sa phone hona chahiye kyunki dosto ye game thoda havy hai or jayeda customizable bhi nahi jiske wajah se aapke km GB RAM phone wala me achhe se support bhi nahi kar pata hai isiliye ye game ko smoothly chalaane ke liye aapke pass ek achha sa phone hona chahiye lagbhag 4GB RAM ka phone to hona chahiye. Pubg Mobile Lite Me Room Card

New Update FAU-G Lag Fix 100% Working Tricks & Fix Lag In FAUG Game

Dosto ab baat karte hai ki faug me hamlog kaise lag fix kar sakte hai to me aapko btana chahata hun ki isme me aapko kuchh tips dunga jisko aapko follow karna hai. iske help se aap bahut aram se apna lag fix kar sakte hai. Kyunki ye chij aapke phone me nahi hota hai jiske wajah se hamara game lag karta hai. To aaye jante hai.

#1. Buy Good Phone

Sabse pahle me aapko btana chahta hun ki agar aap faug game ko lag free bilkul khelna chahte ho to aap ek achha phone jarur le jisme km se km 4GB RAM hona chahiye. Or 4GB ram ka phone aaj kal me bahut saste me aa jate hai isiliye aap bilkul bhi tention na le. To aap ek achha sa phone jarur purchase kare agar hai to achhi baat hai. Official website FAUG

#2. Close Background Application

Jab aap bahut saare application ka istemal karte ho tab aap sirf use close kar dete ho lekin wo background me application run kar raha hota hai or aap usi time game ko open karke khelne lagte hai. fir aapka game lag hone lagta hai. Dosto kya aapko malum hai ki jitne bhi background me application hote hai sabhi chalte rahte hai jiske wajah se RAM bahut jayeda consume hota hai or aapka game lag kartae hai. isiliye aap hamesha background application ko close karke rakhe iske baad game ko khele.

#3. Internet Speed Fast Rakhe

Dosto sabse pahle aapko ye baat ko dheyan me rakhna hai ki jitni bhi online game hai usme se 80% game internet speed pe depended hoti hai  agar aapka internet speed slow hai to aapka PING jayeda hoga or game lag karega or agar aapka internet speed achha hai to aapka game ka PING achha rahega or aapka game lag bhi nahi karega to apna internet speed fast rakhe.

#4. GFX Tool Ka Istemal Kare

Agar aapka phone me RAM jayeda hai to aapko ek GFX tools ka jarur istemal karna chahiye kyunki jab aap FAUG game ko khelte ho to high resource ki jarurat hoti hai to aapko isme bahut jayeda kaam karegi to aap ek GFX tools ka paryog kar sakte hai isse aapka game lag karna band kar sakta hai or aap ek achhe FPS me game ko khel paoge.

#5. Internal Storage Khali Rakhe

Dosto jab aap FAUG jaise game apne phone me khel rahe hote hai to aap ye kosis jarur kare ki aapka Internal storage khali rahe kyunki internal storage agar aapka full hai to aapka game bahut jayeda lag karega to isiliye ye sab baaton ka khas dheyan me rakhe. Doston agar fir bhi aapka FAUG game lag fix nahi hua hai to aapko Config file ka istemal karna chahiye isse aapka lag fix ho jayega.

Conclusion

FAUG game ek bahut popular game hai khas kar india ke liye kyunki is game me bahut eshi chij hai jo army se milta jhulta game hai. Dosto isme bahut se naam indian army ka hai. Bhale ye game me jayeda features nahi hai lekin jab aap ye game ko kheloge to aapko ek achha feel hoga.

Kher, Mujhe umid hai ki aapko ye article pasand aya hoga ki Fix Lag In FAUG Game and New Update FAU-G Lag Fix 100% Working Tricks maine aapko bahut details me btane ka kosis kiya hun. agar aapko ye article pasand aya ho to apne dosto ke sath jarur share kare.

Leave a Comment